संदेश

Kya Huzoor ﷺ Ke Chahne Se Qibla Badal Gaya*001

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ* *♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ* *👉 post 039 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇   Kya Huzoor ﷺ Ke Chahne Se Qibla Badal Gaya* *✍️ JAWAB-;* *📇     Wahabre Deobandi Ahle'hagees Najdiyo Ka Aqeeda Hai Ki Musalmano Ke Nabi Kareem ﷺ Ke Chahne Se Kuch Nahi Hota Maaz'Allah* *HADEES SAREEF -;* *Hazrat Bara Bin Aazib رضي الله عنه Se Riwayat Hai Jab Rasool Allah ﷺ Madina Shareef Tashreef Laye To Rasool Allah ﷺ Ne 16 Ya 17 Mahine Baitul Muqaddas Rukh' Karke Namaz Padhi Jab Ke Rasool Allah ﷺ Ye Chahte The Ki Qibla Khane Kaba 🕋 Ho To Allah Ta'ala Quran Me Ye Ayat Nazil Farma Di Aye Mehboob ﷺ Hum Aapka Asman Ki Taraf Baar Baar Chehra Karna Dekh Rahe Hai Hum Aapko Us Qible Ki Janib Pher Kar Rahege Jo Aap ﷺ Chahte Hai Aapki Khuwa'hish Hai Ab Aap ﷺ Apna Rukh Masjid e Haram Ki Taraf Kar Lijiye Aur Jo Namaz Rasool Allah ﷺ Ne Khana Kaba Ki Ta...

IKHTIYARATE MUSTAFA ‎ﷺ

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 IKHTIYARATE MUSTAFA ﷺ 🥀* *✔Hadees No. 13*   ✏️ Hazrate Sayeedna Ayesha Siddiqua رضي الله عنها se marvi hai ki Rasoolullah ﷺ ne Irshad Farmaya--Aye Ayesha Agar main chahu to mere Sath sone ke pahaad chala kare.  *📚 Mishkat Safa 521* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

IKHTIYARATE MUSTAFA ‎ﷺ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 IKHTIYARATE MUSTAFA ﷺ 🥀* *✔Hadees No. 20* ✏️Hazrate Bara'a Farmate hai ki mere ek Mamu jinka naam Abu Darda tha unhone Eid ki Namaz se pehle Qurbani kar di to Unse Rasoolullah ﷺ ne Irshad farmaya Tumhari wo Qurbani to gosht ho gai. ( Yaani Qurbani ka sawab nahi milega ) to unhone ne Arz kiya Yaa Rasoolullah ﷺ mere paas ek palaa hua 6 Maah ka bakri ka baccha hai uski Qurbani kar du ? Huzoor ﷺ ne irshad farmaya iski Qurbani kar do . Lekin ye Ijazat sirf Tumhare liye hai . Tumhare Alawa kisi aur ke liye 6 Maah ka Bakri ka baccha kaafi nahi hai .  📚 Bukhari Jild 2 Safa 833  👉 Yani Huzoor ﷺ ne apne Khudadad Ikhtiyarat se janab Abu Darda ke liye sirf 6 maah ke bakri ke bache ki Qurbani jayaz farma di. Lehaza Manna padega ki Beshaq Allah Ta'ala ne Apne Rasool ﷺ ko Mukhtar bana kar bheja hai majboor nahi .   ▶ Isse Ye bhi pata chalta hai ki Rasoolullah ﷺ sirf Kanoon Janne wale nahi Balqi Kanoon Banane wale bhi hai ... 🌴Bakhuda Khuda ka yahi hai ...

IKHTIYARATE MUSTAFA ‎ﷺ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 IKHTIYARATE MUSTAFA ﷺ 🥀* *✔Hadees No. 19* ✏️ Hazrate Jaabir Farmate hai ki Hudaibiya ke Roz log pyaas se dochar hue aur Rasoolullah ﷺ ke paas ek bartan tha jisse wuzu farma rahe the. Jab log Huzoor ﷺ ki khidmat me haazir hue to Aap ﷺ ne pucha kya maamla hai ? Logo ne arz ki Yaa Rasoolullah ﷺ hamare paas wuzu karne aur pine ke liye Paani nahi hai . bas yahi tha jo Huzoor ﷺ ki khidmat me pesh kar diya gaya . Raawi ka bayaan hai ki Aap ﷺ ne bartan me Apna Dast e Mubarak daal diye to Aap ﷺ ki Ungliyon se Chashme ki tarah Paani fut nikla to humne piya aur wuzu kiya. Raawi kehta hai maine Hazrate Jaabir se pucha ki tum Log kitne the to unhone farmaya agar 100 Hazaar bhi hote to wo paani kaafi ho jata lekin hum 1500 the.  📚 Bukhari Jild 2 Safa 598 🌴 Ungliya(n) Hain Faiz Par Toote Hain Pyase Jhoom Kar Nadiya(n) Panjab E Rehmat Ki Hain Jaari Wah Wah 🌴 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

IKHTIYARATE MUSTAFA ‎ﷺ

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 IKHTIYARATE MUSTAFA ﷺ 🥀* *✔ Hadees No. 18*    ✏️ Makke walo ne Rasoolullah ﷺ se kaha Aap koi mojeza dikhaye to Huzoor ﷺ ne inhe chand ke do tukde kar ke dikhaye yahan tak ki unhone Hira pahad ko chand ke do tukdo ke darmiyan dekha.  *📚 Bukhari Jild 1 Safa 546* 👉 Is Hadees se maloom hua ki Allah Ta'ala ne apne mehboob ko aasmani duniya par tasarruf farmane ka ikhtiyar diya hai . Chand ke tukde karne se zaahir hai ki Aap ﷺ ke ikhtiyarat aur Khudadaad qudrat tasarrufat ka andaza lagana mushkil hai aur waqayi Aap mukhtare kul hai.  🌴Chaand Ke Tukde Kiye Pedo(n) Ne Sajde Kiye Suraj Palat Aa Gaya Ye Mojaze Aap Ke  Saari Duniya Par Aaqa ﷺ Qabza Tumhara🌴 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

IKHTIYARATE MUSTAFA ‎ﷺ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 IKHTIYARATE MUSTAFA ﷺ 🥀* *✔Hadees No. 17* ✏️ Hazrate Abdullah Ibne Umar رضي الله عنه se marvi hai ki Hum Huzoor ﷺ ke sath ek safar me the ki ek dehaati saamne aaya..to Jab wo kareeb hua to Huzoor ﷺ ne irshad farmaya ki kya Tu gawahi deta hai ki Allah Ta'ala ke alawa koi maabud nahi wo tanha hai uska koi shareeq nahi aur Muhammed ﷺ uske bande wa Rasool hai . wo bola Aap jo keh rahe hai iski gawahi kaun deta hai ? Farmaya wo kaantedaar darakht...aur us darakht ko Huzoor ﷺ ne bulaya wo jungle ke kinare par tha. Zameen chirta hua khidmat me haazir ho gaya . Huzoor ﷺ ne is darakht se 3 baar gawahi li. isne teeno baar gawahi di aur fir apni jhaadi ki taraf laut gaya . *📚 Mishkaat babaul moujazaat safa 541*  👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

IKHTIYARATE MUSTAFA ‎ﷺ ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 IKHTIYARATE MUSTAFA ﷺ 🥀* *✔Hadees No. 16*  Hazrate Anas رضي الله عنه Farmate hai ki Huzoor ﷺ Makame Joura'a me the ki Aap ﷺ ki khidmat me ek Bartan me paani laya gaya to Aap ﷺ ne Apna Hath Bartan me Daal diya to Aap ﷺ ki Ungliyo ke Darmiyan se Paani foot pada yahan tak ki puri qaum ne is se wuzu kar liye . Hazrate Anas رضي الله عنه se katada ne pucha ki Aap kitne log the To unhone farmaya 300 ya 300 ke kareeb . *📚 Bukhari Jild 1 Safa 504* *📚 Muslim Jild 2 safa 245* 🌴 Yaa Rab Sa'at Me Dhul Jaaye Siyaah kaaro Ke Jurm  Josh Par Aa Jaye Ab Rahemat Rasoolullah ﷺ Ki 🌴 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*